Tu Hawa Ke Jiase Chhu Mujhe
Kar Le Apne Kaabu Mujhe
Tu Hawa Ke Jiase Chhu Mujhe
Kar Le Apne Kaabu Mujhe
Uss Nabz Ko Thoda Thaam Le
Chain Aaye Jispe Yoon Mujhe
Chain Aaye Na Mujhe
Tere Ishq Ne Aisa Kya Kiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya
Hai Tumhi Se Roshni Yeh
Chandni Mansoob Hai
Hai Tumhi Se Roshni Yeh
Chandni Mansoob Hai
Jo Na Lafzon Mein Bayan Ho
Woh Tera Rang Roop Hai
Woh Tera Rang Roop Hai
Chain Aaye Na Mujhe
Tere Ishq Ne Aisa Kya Kiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya
Tu Pari Hai Ya Koyi Apsara
Teri Khatir Mann Bawara
Behke Behke Din Rain Hain
Muddat Se Hum Bechain Hain
Chain Aaye Na Mujhe
Tere Ishq Ne Aisa Kya Kiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya
Sun Le O Saathiya, Sun Le O Saathiya
Tera He Naam Le Bas Mera Jiya.
Sun Le Saathiya (Title) Song Lyrics from the movie/album Sun Le Saathiya released in the year 2020 starring Abhishek Nigam, Gima Ashi. The song Sun Le Saathiya (Title) was sung by Stebin Ben. This movie/album was directed by United White Flag. The music was given by Amjad Nadeem Aamir. The lyrics were Penned by Pawan Kumar. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts