(Sulgi Huyi Saansein Meri, Pighali Huyi Meri Har Aarjoo Hai
Jalate Huye Hai Lab Mere, Nas Nas Mein Koyi Nayi Nayi Khushboo Hai
Ho O O O O Ho Ho Ho Ho Yai Yai Yai Yai Ye……..) – 2
Mehaki Tanhaayiyaan Hai Meri, Behaki Angdaayiyaan Hai Meri
Kaise Kahoon Armaano Ka Jaaga Jaaga Sa Yeh Kaisa Jaadu Hai
Jalate Huye Hai Lab Mere, Nas Nas Mein Koyi Nayi Nayi Khushboo Hai
O Ho Ho Ho Ai Ai Ai O Ho Ho Ho Ai Ye………
Gaaye Dil Ansune Se Taraane, Aaye Koyi Gale Se Lagaale
Ai Jaan-e-jaan Jaan-e-jaan Kyun Aisi Duriyaan Hai Kahaan Tu Hai
Jalate Huye Hai Lab Mere, Nas Nas Mein Koyi Nayi Nayi Khushboo Hai
Ho O O O O Ho Ho Ho Ho Yai Yai Yai Yai Ye……..
Sulgi Huyi Saansein Meri Song Lyrics from the movie/album Strangers. The song Sulgi Huyi Saansein Meri was sung by Sunidhi Chauhan. The music was given by Vinay Tiwari. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts