Sufiye Ba Safa Manam (Male) Lyrics | Jaanisaar | Ustad Shafqat Ali Khan | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan

Sufiye Ba Safa Manam (Male) Lyrics | Jaanisaar | Ustad Shafqat Ali Khan | Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan

Ali ka naam lena
Aajam woh is mein aajam hai
Ke jis kisi ne pukaara
Usi ke kaam aaya

Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Chinta unho ko koi naa manva udaas hai
Chinta unho ko koi naa manva udaas hai
Jag mein jinho ko krishna
Jag mein jinho ko krishna
Kanhaiya ki aas hai
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
Daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka
Matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
Matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
Daaman na chhutne paaye paaye
Daaman na chhutne paaye paaye
Daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka
Dono jahaan usko mile jisko woh mila
Hain martaba buland ali ke asir ka
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Jamna kinaare gopiya
Radha ke saath hai khadi
Jamna kinaare gopiya
Radha ke saath hai khadi
Kanha ka intazaar hai
Rastan me bheed hai badi
Dekhan ko ik zara chhabi
Meri araz suno zara
Meri araz suno zara
Chhedo kaan baasuri
Chhedo kaan baasuri
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Ali ali ali ali ali ali

Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *