Subah Se Lekar Shaam Tak, Mujhe Pyaar Karo Song Lyrics from the movie/album Mohra released in the year 2018 starring Akshay Kumar, Raveena Tandon. The song Subah Se Lekar Shaam Tak, Mujhe Pyaar Karo was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. This movie/album was directed by Rajiv Rai. The music was given by Viju Shah. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Subah Se Lekar Shaam Tak, Mujhe Pyaar Karo Lyrics

Subah Se Lekar Shaam Tak Shaam Se Lekar Raat Tak
Subah Se Lekar Shaam Tak Shaam Se Lekar Raat Tak
Raat Se Lekar Subah Tak Subah Se Phir Shaam Tak
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo

Shahar Se Lekar Gaav Tak Dhup Se Lekar Chhaav Tak
Shahar Se Lekar Gaav Tak Dhup Se Lekar Chhaav Tak
Sir Se Lekar Paav Tak Dil Ki Sabhi Vafaao Tak
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo

Aur Piya Kuchh Bhi Karlo Lekin Rakhna Yaad
Aur Piya Kuchh Bhi Karlo Lekin Rakhna Yaad
Kuchh Shadi Se Pahle Kuchh Shadi Ke Baad

Pyar Me Ab Itni Sharte Kaun Rakhega Yaad
Kya Shadi Se Pahle Kya Shadi Ke Baad
Paas Se Lekar Dur Tak Dur Se Lekar Paas Tak
In Hotho Ki Pyas Tak Dharti Se Aakash Tak
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo

Aisa Kaise Ho Sakta Hai Pura Pura Pyar
Aisa Kaise Ho Sakta Hai Pura Pura Pyar
Yaa Khul Ke Ikarar Karo Tum Yaa Khul Ke Inkaar
Mere Gale Me Daal Ke Baahe Kar Lo Baate Char
Iske Aage Karna Padega Tumko Intazaar
Saagar Ke Is Aar Tak Saagar Ke Us Paar Tak
Nazro Ki Divaar Tak Pyar Se Lekar Pyar Tak
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo

Subah Se Lekar Shaam Tak Shaam Se Lekar Raat Tak
Raat Se Lekar Subah Tak Subah Se Phir Shaam Tak
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo
Mujhe Pyar Karo Mujhe Pyar Karo

Share your thoughts

Subah se lekar shaam tak mujhe pyar karo, Subah se lekar shaam tak, Subah se lekar shaam tak jhankar, Subah se lekar shaam tak akshay kumar, Subah se lekar shaam tak pyar karo, Subah se lekar shaam tak indian song, Subah se lekar shaam tak hd song, Subah se lekar shaam tak hd 1080p, Subah se lekar shaam tak full song hd, Subah se lekar shaam tak shaam se lekar raat tak, Subah se lekar sham tak sham se lekar subah tak, Subah se lekar shaam tak gana