Subah Huyi Sham Huyi Dil Ne Tujhko Yad Kia Lyrics | Elaan | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Shyam Sundar

Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

Pyar me tere pagal ne ha
Pyar me tere pagal ne har ghadi har pal yaad kiya

Maine kabhi ye socha na tha pyar me aisa bhi hota hai

Main hun kahin meri jaan kahin dil hansta kabhi rota hai
Sang tumhare bite mere kal ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

Chalne lage jab thandi hawa tham ke dil reh jaun main

Apna milan ho jaldi hath dua me uthau main
Mehki baharo me udte anchal me tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya
Pyar me tere pagal ne ha
Pyar me tere pagal ne har ghadi har pal yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya
Subha huyi sham huyi dil ne tujhko yaad kiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *