Dam Laga Haiisha Jor Laga Ke Haiisha
Uthii Ke Baba Haiisha
Giraii Ke Baba Haiisha
Taraii Ke Baba Haiisha
Jabaii Ke Baba Haiisha
Ho Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
He Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Tod Ke Khidki Pichhe Wali Vo Jaalim Aaya
Ho Chori Ho Gayi Baba Raat Ko Nathaniya
Ho Chori Ho Gayi Baba Raat Ko Nathaniya
Ho Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Kaise Hua Sab Kaise Bataun
Laaj Ke Maare Mari Mari Jaaun
Bolo Bolo Bolo Bolo Bolo Bolo
Puchhe Saheli Jo Baate Raat Ki
Yaad Karun To Main Sharmaaun
Jaalim Jab Ander Aaya
Main Iske Paiyaan Pad Gayi
Julmi Ne Dekha Aise Main To Wahi Pe Mar Gayi
Julmi Ne Dekha Aise Main To Wahi Pe Mar Gayi
Allah Wahi Pe Mar Gayi
Rama Wahi Pe Mar Gayi
Uii Ma Wahi Pe Mar Gayi
Mar Mar Mar Mar Mar Mar Gayi
Re Kaahe Aayi Re Nigodi Jawaniya
Re Kaahe Aayi Re Nigodi Jawaniya
Re Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Bedardi Ne Pakdi Kalai
Sar Se Kadam Tak Main Sharmaai
Hoye Tuti Chudi Kajra Bikhra
Par Usko To Laaj Na Aayi
Usne Baiyaan Na Chhodi Meri To Hui Tabahi
Aadhi Ratiya Tak Daiyaan Saajan Se Hui Ladaai
Aadhi Ratiya Tak Daiyaan Saajan Se Hui Ladaai
Saajan Se Hui Ladaai
Baalam Se Hui Ladaai
Mithi Mithi Ladaai
Tikhi Tikhi Ladaai
Ho Sabkuch Le Gayo Re Kah Ke Sajaniya
Re Sabkuch Le Gayo Re Kah Ke Sajaniya
Ho Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Tod Ke Khidki Pichhe Wali Vo Jaalim Aaya
Ho Chori Ho Gayi Baba Raat Ko Nathaniya
Chori Ho Gayi Baba Raat Ko Nathaniya
Ho Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Soti Rah Gayi Soti Rah Gayi Sari Duniya
Dam Laga Haiisha Jor Laga Ke Haiisha
Uthii Ke Baba Haiisha
Taraii Ke Baba Haiisha
Soti Reh Gayi Saari Duniya Song Lyrics from the movie/album Zaalim released in the year 2018 starring Akshay Kumar, Madhoo. The song Soti Reh Gayi Saari Duniya was sung by Ila Arun. This movie/album was directed by Sikander Bharti. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sikander Bharti
Share your thoughts