Dil Mard Zaath Hai
Badmash Baath Hai
Sochho Kya, Sochhu Main
Sardi Ki Raath Hai
Ek Aag Saath Hai
Sochho Kya, Sochhu Main
Do Laphzon Ki Chingariyan
Hothon Se Na Chodo
Yun Besharmi Ki Rah Pe
Baathon Ko Na Modo, Haye
Ho Tan Mein Suiyan Suiyan Si
Suiyan Suiyan Si
Ab Toh Lagi Chubney
Ho Tan Mein Sooiyan Sooiyan Si
Suiyan Suiyan Si
Lagi Lagi Chubney (2 Times)
Tuje Behti Hava Jo Sehlaye Re Haye
Dil Jal Ke Duaan Ho Jaaye Re
Main To Kud Se Kafa Hoon
Meri Jawani Tere Zara Bhi Kyon Na
Kam Aaye Re Haaye Re
Tarsaye Re Haaye Re
Mmm…
Yun Galath Pate Pe Chittiyan
Beju Main Naino Ki
Tuje Mehnga Padega Jo Ye
Harkat Na Tune Roki
Ho Tan Mein Sooiyan Sooiyan Si
Soiyan Soiyan Si
Kyun Hai Lagi Chubhne
Ho Tann Mein Suiyan Suiyan Si
Soiyan Soiyan Si
Yun Hi Lagi Chubhne (2 Times)
Badmash Sath Hai
Aage Hawalath Hai
Socho Kya, Sochhu Main
Sardi Ki Raath Hai
Ek Aag Saath Hai
Socho Kya, Sochhu Main
Sooiyan Song Lyrics from the movie/album Guddu Rangeela released in the year 2015 starring Arshad Warsi, Amit Sadh. The song Sooiyan was sung by Arijit Singh, Chinmayi Sripada. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Irshad Kamil. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts