Sochanaa Hai Kyaa, Jaane Kyaa Hogaa Raamaa Re Lyrics | Kaante | Anand Raj Anand, Sanjay Dutt, Shaan, Sudesh Bhosle, Zubeen Garg | Anand Raj Anand

Sochanaa Hai Kyaa, Jaane Kyaa Hogaa Raamaa Re Lyrics | Kaante | Anand Raj Anand, Sanjay Dutt, Shaan, Sudesh Bhosle, Zubeen Garg | Anand Raj Anand

Collar ko thoda sa upar chadha ke
Cigarette ke dhuye kaa chhalla bana ke
Collar ko thoda sa upar chadha ke
Cigarette ke dhuye kaa chhalla bana ke
Sochna hai kya
Jo hona hai hoga
Chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re

Dollar bhi chahiye inhe pound bhi chahiye
Sone ke sikko ka sound bhi chahiye
He banda ye dhit hai ye kuchh nahi janta
He banda ye dhit hai ye kuchh nahi janta
Is ko jo mangta to maal pani mangta
Sochna hai kya
Jo hona hai hoga
Chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re

Apne begane ye sab chhod aaye
Pyar ki rasmo ko ye tod aaye
Anjane rasto ke vaste ye
Zindagi se bhi muh mod aaye
Sochna hai kya
Jo hona hai hoga
Chal pade hai fikr yaar dhuye me uda ke
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re

Khud pe bharosa hai khud pe yakin hai
Kar lenge kaam chaahe jitna sangin hai
Pakke hai in ke jo dil me iraade
Hai aasama inka inki zamin hai
Sochna hai kya
Jo hona hai hoga
Chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re
Jane kya hoga rama re
Jane kya hoga maula re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *