Socha Na Tha Kabhi Dil Ke Kareeb Song Lyrics from the movie/album Socha Na Tha. The song Socha Na Tha Kabhi Dil Ke Kareeb was sung by Sadhana Sargam, Sandesh Shandilya

Socha Na Tha Kabhi Dil Ke Kareeb Lyrics

Male:

Kabhi Dil Ke Kareeb, Tumhe Mere Naseeb
Yun Laayenge Socha Na Tha
Ek Chahat Ka Pal, Sab Savalon Ka Haal
Yun Paayenge Socha Na Tha
Kabhi Dil Ke Kareeb

(Aankhein Joh Ab Meri Aankhon Mein Hain
Dhoond Raha Tha Kayi Salon Se) – 2
Kitni Milti Hain Aankhein Yeh
Khwabon Se Mere Khayalon Se
Ke Haqeqaat Mein Hum, Sapno Ka Sanam
Yun Paayenge Socha Na Tha
Kabhi Dil Ke Kareeb, Tumhe Mere Naseeb

Female:

(Kabhi Tanha Bethe Bethe Yunhi
Pal Mein Hi Main Ghum Ho Jaati Thi) – 2
Main Bhi Kahaan Main Rehti Thi
Aksaar Main Tum Ho Jaati Thi
Yeh Ajaab Si Khata, Aur Isski Saza
Yun Paayenge Socha Na Tha
Kabhi Dil Ke Kareeb, Tumhe Mere Naseeb
Yun Laayegne Socha Na Tha
Ek Chahat Ka Pal, Sab Savalon Ka Haal
Yun Paayenge Socha Na Tha

Posted By : Aksha

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Socha na tha, Socha na tha movie songs, Sadhna sargam, Socha na tha full song, Sandesh shandliya, Sandesh shandilya, Sandesh shandilya songs, Vishal mishra socha na tha random jam, Kabhidilkekareeb, Irshad kamil abhay deol, Shankarmahadevan, Dil hai ki manta nahin vishal mishra full song, Romantic songs hindi, Sochanatha, Shankarehsaanloy, Hindi romantic songs, Tseries offical channel, Irshad kamil, Dildarbadar, Love songs hindi, Hindi love songs