Soch Na Manva
Soch Na Manva
Teri Taqdeer Banane Wala Sochega
Haye Gham Ke Maro Ka
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Duniya Andhi Aur Kanun Andhe
Sab Lalach Ke Hai Bande
Insaaf Hai Hi Kaha
Insaaf Hai Hi Kaha
Kare Manmani Kare Manmani
Aansu Ki Fariyade
Dhram Ke Andhere Me Kaun Sunega
Haye Gham Ke Maro Ka
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Dukhiyo Ko Ghure Ye Aatma
Dushman Hai Ye Jami
Duniya Isi Ka Hai Naam
Tera Koi Nahi
Hardum Hardum Musibat Me
Kinara Naiya Se Dur Rahega
Hardum Musibat Me
Kinara Naiya Se Dur Rahega
Haye Gham Ke Maro Ka
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Zamane Me Koi Na Sath Dega
Soch Na Manva, Teri Taqdir Bananewala Sochega Song Lyrics from the movie/album Pooja released in the year 2018 starring Bharat Bhushan, Om Parkesh. The song Soch Na Manva, Teri Taqdir Bananewala Sochega was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Bhagwan Das Verma. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts