Soch Mein Antar Lyrics  | Mohalla Assi | Sakshi Tanwar | Madhushree | Amod Bhatt

Soch Mein Antar Lyrics | Mohalla Assi | Sakshi Tanwar | Madhushree | Amod Bhatt

Soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai
Are.. soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai

Mujhko lagta hai ki
Sidhi upar jaati hai
Upar dekh ke kahte hai
Wo niche aati hai

Soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai

Are.. soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai

Shanti, Shanti

Haan.. bin dekhen hi kah dete hai
Aakash bada neela hai

Haan.. baadal dekh ke main bola tha
Aaj bada geela hai

Soch mein antar koi nahi!

Maan mein hogi baat koi jo
Unki sir se nikli

Maan mein hogi baat koi jo
Unki sir se nikli

Santi, santi sunti thi wo
Saath ke ghar se nikli
Are pothe choo ke batlaate hai
Paalak ya sarsoo hai

Rahu-ketu chandra kahan kya
Kaal sani bin hai
Panchang ko dekh ke batlaati hai
Raat hai ya din hai

Are kal ka vrat batlaade to kahti hai
parso hai

Soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai

Are.. soch mein antar koyi nahi
Phir rai mein antar kyun hai?
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hain yun hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *