Siyapati Ramchandra Ki Jai Lyrics  | Bekaraar | Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure | Asha Bhosle | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Siyapati Ramchandra Ki Jai Lyrics | Bekaraar | Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure | Asha Bhosle | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Siyapati ram chandar ki jai
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Sita ko ram radha ko sham
Sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye

Tum chupna mai dhunda karungi
Tum chupna mai dhunda karungi
Tum kahna mai pucha karungi
Kabhi mai tumse pyar karungi
Kabhi tumhari pooja karungi
Ek ekeli nar naveli kitne hi kam mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Pawan put hanuman ki
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye

O julmi natkhat sawariya
O julmi natkhat sawariya
Kitna tadpi mai bawariya
Kitna tadpi mai bawariya
Dhak dhak dil dhadka par
Tum tak na pahunchi koi khbariya
Ek hi pal ek najar me sare payam mil gaye
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
O mere patidev ki jai bolo na
O mere patidev ki
Dekho sita ko ram mil gaye
Lo ji radha ko sham mil gaye
Sita ko ram radha ko sham
Sita ko ram mil gaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *