Shama Se Koi Kah De Ki
Tere Rahte Rahte Andhera Ho Raha
Ke Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha Patanga Ro Raha
Sitaro Unse Kahna
Nazaro Unse Kahna
Saja Ye Ho Rahi
Ke Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha
Shama Bhi Ro Rahi
Sitaro Unse Kahna
Tadapta Pyar
Ke Ho Didar
Magar Diwar Hame Roke
Tadapta Pyar
Ke Ho Didar
Magar Diwar Hame Roke
Shama Aise Jale Kaise Patange Se Juda Hoke
Juda Hoke
Duhai Dete Dete
Judai Sahte Sahte Andhera Ho Raha
Ke Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha Patanga Ro Raha
Shama Se Koi Kah De
Bandhi Janjir Magar Bepreet Teri Tasvir Nahi Jati
Bandhi Janjir Magar Bepreet Teri Tasvir Nahi Jati
Sitam Ki Bat Sahe Ham Ghat
Milan Ki Rat Nahi Aati
Nahi Aati
Ke Aahe Bharte Bharte Tadap Ke Marte Marte
Andhera Ho Raha
Ke Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha Patanga Ro Raha
Sitaro Unse Kahna
Nazaro Unse Kahna
Saja Ye Ho Rahi
Ke Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha
Shama Bhi Ro Rahi
Sitaro Unse Kahna
Sitaro Unase Kahana Najaro Unase Kahana Song Lyrics from the movie/album Jai Bhawani released in the year 2018 starring Manhar Desai, Jayashree Gadkar. The song Sitaro Unase Kahana Najaro Unase Kahana was sung by Mukesh, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali
Share your thoughts