Sitam Hi Karna Song Lyrics from the movie/album Diya Jale Saari Raat released in the year 2014 starring Manhar Udhas. The song Sitam Hi Karna was sung by Manhar Udhas. The music was given by Arjan Das. The lyrics were Penned by Nawab Mirza Khan (Daagh Dehlvi). The music rights for song purely belongs to Universal Music, Decca Label

Sitam Hi Karna Lyrics

Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna
Nigahe Ulfat Kabhi Na Karna
Tumhe Kasam Hain Humare Sar Ki
Tumhe Kasam Hain Humare Sar Ki
Humare Haq Mein Kami Na Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna

Humari Maiyyat Pe Tum Jo Aana
Humari Maiyyat Pe Tum Jo Aana
To Chaar Aansu Gira Ke Jaana
Humari Maiyyat Pe Tum Jo Aana
To Chaar Aansu Gira Ke Jaana
Zara Aa Rahe Paas Aabru Bhi
Kahin Humari Hasee Na Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna

Kahan Ka Aana Kahan Ka Jaana
Kahan Ka Aana Kahan Ka Jaana
Woh Jaante Hi Nahi Ye Rahsme
Wahan Hain Waade Ki Bhi Ye Soorat
Kabhi To Karna Kabhi Na Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna
Nigahe Ulfat Kabhi Na Karna
Tumhe Kasam Hain Humare Sar Ki
Tumhe Kasam Hain Humare Sar Ki
Humare Haq Mein Kami Na Karna
Sitam Hi Karna Jafa Hi Karna.

Share your thoughts

Manhar udhas, Zuban pe dard bhari dastan with lyrics, Zuban pe dard bhari dastan with hindi lyrics, Lyrics of zuban pe dard bhari dastan, Zuban pe dard bhari dastan with english lyrics, Ghazal pankaj udhas, Zuban pe dard bhari dastan chali aayi bahar aane se pehle fiza chali aayi, Diya jale saari raat, Jahar baba hit bhajan, Zuban pe dard bhari dastan chali aayi karaoke, Mat kar itna garoor with lyrics, Zuban pe dard bhari dastan maryada, Maryada zuban pe dard bhari dastan