Sitaara Aankhein Song Lyrics from the movie/album Aur Pyaar Ho Gaya. The song Sitaara Aankhein was sung by Udit Narayan

Sitaara Aankhein Lyrics

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein

Kabhi Ye Aankhein Hain Neeli Jheelein Kabhi Ye Aankhein Hain Jaam Jaise

Kabhi Hai Subahon Si Ujli Ujli Kabhi Nasheeli Ki Shaam Jaise
Kabhi Nazaaron Ke Dekhti Hain Kabhi Hain Khud Ek Nazaara Aankhein

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein

Kabhi Ye Aankhein Jo Meherbaan Hon To Main Zara Sa Ye Kaam Kar Loon

Salaam Karne Ki Aarzoo Hai Idhar Jo Dekhe Salaam Kar Loon
Main Aankhon Aankhon Mein Ye Bhi Keh Doon Na Hongi Aisi Dubaara Aankhein

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein

Share your thoughts

Udit narayan, Udit narayan songs, Sitara ankhein, Aankhein khuli lyrics, Sitara aankhen, Meri sanson mein basa hai aur pyaar ho gaya lyrics, Maula mere maula aankhein teri kitni haseen lyrics, Udit narayan (playback singer), Tumpe pyaar aaaya hai, Narayan, Jhilmil sitaron ka aangan hoga lyrics, Alka yagnik and udit narayan romantic songs, Alka yagnik and udit narayan songs, Mere sar pe dupatta mere pyar ka udit narayan, Aankhein khuli ho ya ho band, Aankhein