Sitaara Aankhein Song Lyrics from the movie/album Aur Pyaar Ho Gaya released in the year 2016 starring Bobby Deol, Aishwarya Rai. The song Sitaara Aankhein was sung by Udit Narayan. This movie/album was directed by Rahul Rawail. The music was given by Nusrat Fateh Ali Khan. The lyrics were Penned by Javed Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sitaara Aankhein Lyrics

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat
Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat
Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein

Kabhi Ye Aankhein Hain Neeli Jheelein
Kabhi Ye Aankhein Hain Jaam Jaise
Kabhi Ye Aankhein Hain Neeli Jheelein
Kabhi Ye Aankhein Hain Jaam Jaise
Kabhi Hai Subahon Si Ujli Ujli
Kabhi Nasheeli Ki Shaam Jaise
Kabhi Nazaaron Ke Dekhti Hain
Kabhi Hain Khud Ek Nazaara Aankhein

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat
Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein

Kabhi Ye Aankhein Jo Meherbaan
Hon To Main Zara Sa Ye Kaam Kar Loon
Kabhi Ye Aankhein Jo Meherbaan
Hon To Main Zara Sa Ye Kaam Kar Loon
Salaam Karne Ki Aarzoo Hai Idhar
Jo Dekhe Salaam Kar Loon
Main Aankhon Aankhon Mein Ye Bhi
Keh Doon Na Hongi Aisi Dubaara Aankhein

Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitara Aankhein
Kabhi Sharaarat Kabhi Mohabbat
Har Ek Pal Ek Ishaara Aankhein
Sitaron Si Jagmaga Rahi Hain
Tumhaari Aankhein Sitaara Aankhein.

Share your thoughts

Aishwarya rai, Meri sanson mein basa hai aur pyaar ho gaya lyrics, Aur pyaar ho gaya aishwarya rai songs, Bobby deol, Aishwarya rai bobby deol movie, Bobby deol aishwarya rai love story movie, Sitaara aankhein, Meri sanson mein basa hai tera hi ek naam lyrics, Sitaar aankhein song, Udit narayan, Meri sanson mein basa hai lyrics english translation, Nusrat fateh ali khan, Nusrat fateh ali khan songs, Bobby deol aur pyaar ho gaya, Meri sanson mein basa hai lyrics in english