Sine Me Jalan Aankho Me Tufan Sa Kyon Hain Lyrics | Gaman | Suresh Wadkar | Jaidev Verma

Sine me jalan aankho me tufan sa kyon hain
Iss shahar me har shaks pareshan sa kyon hain

Dil hain toh, dhadakane kaa bahana koyee dhundhe
Patthar kee tarah behisao bejan sa kyon hain

Tanahaee kee yeh kaunsee, manjil hain rafiko
Tahadde najar yek bayaban sa kyon hain

Kya koyee nayee bat najar aatee hain ham me
Aayina hamen dekh ke hairan sa kyon hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *