Namami Shamishan Nirvaan Rupam Vibham
Vyaapakam Brahm Veda Swarupam
Dekho Ghule Re Usha Ganga Jal Mein
Dekho Ghule Re Usha Ganga Jal Mein
Chamke Jo Moti Dhara Ke Nayan Mein
Banke Pawan Mein Soye Nayan Mein
Chamke Jo Moti Dhara Ke Nayan Mein
Chamke Jo Moti Dhara Ke Nayan Mein
Nijam Nirgunam Nirvikalpam Niriham
Chidakashamakash Vaasam Bhajeaham
Angdaayi Leti Hai Kirne Lata Mein
Kal Kal Hai Naache Bunde Ghata Mein
Angdaayi Leti Hai Kirne Lata Mein
Kal Kal Hai Naache Bunde Ghata Mein
Jhare Megh Ke Jhaalron Se Hai Paani
Jhare Megh Ke Jhaalron Se Hai Paani
Ghat Ghat Mai Baaje Anhad Ki Baani
Namami Shamishan Nirvaan Rupam Vibham
Vyaapakam Brahm Veda Swarupam
Namami Shamishan Nirvaan Rupam Vibham
Vyaapakam Brahm Veda Swarupam
Tan Chhute Man Yeh Kahaan Ja Lukaai
Daso Dwaar Khoju Na Paau Re Bhaayi
Tan Chhute Man Yeh Kahaan Ja Lukaai
Daso Dwaar Khoju Na Paau Re Bhaayi
Dekho Ghule Re Usha Ganga Jal Mein
Dekho Ghule Re Usha Ganga Jal Mein
Chamke Jo Moti Dhara Ke Nayan Mein
Namami Shamishan Nirvaan Rupam Vibham
Vyaapakam Brahm Veda Swarupam
Namami Shamishan Nirvaan Rupam Vibham
Vyaapakam Brahm Veda Swarupam
Silence Song Lyrics from the movie/album Dharm released in the year 2018 starring Pankaj Kapoor, Supriya Pathak. The song Silence was sung by Aanchal. This movie/album was directed by Bhavna Talwar. The music was given by Debjyoti Mishra. The lyrics were Penned by Varun Gautam
Share your thoughts