Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam Song Lyrics from the movie/album Geet Gaata Chal. The song Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam was sung by Aarti Mukherji, Jaspal Singh. The music was given by Ravindra Jain

Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam Lyrics

Shyam Teree Bansee Pukare Radha Nam
Log Karen Mira Ko Yunhee Badnam

Sanwre Kee Bansee Ko Bajne Se Kam
Radha Kaa Bhee Shyam Woh Toh Mira Kaa Bhee Shyam

Jamuna Kee Lehren Bansibat Kee Chhaiya
Kiska Nahee Hai Kaho Krishan Kanhaiya
Shyam Kaa Divana Toh Sara Brij Dham
Log Karen Mira Ko Yunhee Badnam……

Kaun Jane Bansuriya Kisko Bulaye
Jiske Man Bhaye Woh Usi Ke Gun Gaye
Kaun Nahee Bansee Kee Dhun Kaa Gulam
Radha Kaa Bhee Shyam Woh Toh Mira Kaa Bhee Shyam…..

Share your thoughts

Shyam teri bansi pukare radha naam, Shyam teri bansi pukare radha naam song, Shyam teri bansi pukare radha naam original, Shyam teri bansi pukare, Shyam teri bansi pukare radha naam arati mukherjee, Ravindra jain songs, Shyam teri bansi pukare radha naam status, Shyam teri bansi pukare radha naam devotional song, Shyam teri bansi pukare radha naam ringtone, Shyam teri bansi pukare radha naam bhajan, Jaspal singh, Shyam teri bansi pukare radha naam karaoke