Shyam Tere Kitne Naam (Title) Song Lyrics from the movie/album Shyam Tere Kitne Naam released in the year 2013 starring Bharat Bhushan, Nana Palsikar. The song Shyam Tere Kitne Naam (Title) was sung by Aarti Mukherji. The music was given by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Saregama

Shyam Tere Kitne Naam (Title) Lyrics

Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Jag Se Hari Main Dukhiyari
Jag Se Hari Main Dukhiyari
Sharan Tihari Aayi Mere Shyam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam

Teri Kirpa Agar Ho Jaye Re
Ho Jaye
Teri Kirpa Agar Ho Jaye
Tu Sang Chale Gungo Bole
Janam Ka Andha Ankhiya Khole
Pathar Ki Murat Jo Dole
Sab Sambhaw Ho Jaye
Teri Kirpa Agar Ho Jaye Re

Sabko Tare
Sabko Tare Par Utare
Tuhi Saware Bigde Kam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam

Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye
Kaha Jaye
Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye
Ho Tu Chahe To Chale Hawaye
Mar Ghat Phulo Se Bhar Jaye
Saritaye Parwat Se Nikal Ke
Sagar Tak Aa Jaye
Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye
Fir Ek Tere
Fir Ek Tere Darsh Ka Pyasa
Aa Na Saka Kyu Tere Dham
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam

Koi Jane Nahi Re Teri Maya
Teri Maya
Koi Jane Nahi Re Teri Maya
Phul Kabhi Tune Jo Khilaya
Bin Mausam Wo Phir Murjhaya
Pad Gayi Kis Durdin Ki Chaya
Kyu Aisa Din Aaya
Koi Jane Nahi Teri Maya
Antaryami
Antaryami Ye To Bata De
Mujhse Hui Kyun Vidhna Bam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam

He Madhu Sudan He Nand Nandan
He Manmohan He Ghan Shyam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
He Madhu Sudan Madhu Sudan
He Madhu Sudan
He Manmohan Manmohan
He Manmohan
Shakti De Shakti De
Shakti De Shakti De
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam
Shyam Shyam Shyam
Shyam Tere Kitne Naam.

Share your thoughts

Shyam tere kitne naam, Shyam tere kitne naam 1976, Shyam tere kitne naam full hindi movie, Ravindra jain, Shyam tere kitne naam songs, Aarti mukherji, Bharat bhushan, Hum to jhuk kar salam karte hai, Chandrakanta title song, Shyama sangeet pannalal bhattacharya, Salam karte hai, Tere naina kyon bhar aaye – female, Duniya mein kitna gham hai, Khatu wale shyam baba ki film, Gori hai kalaiyan lyrics in hindi, Tota maina ki kahani, Gori hain kalaiyan lyrics hindi