Shyam Tere Kitne Naam Song Lyrics from the movie/album Shyam Tere Kitne Naam released in the year 2018. The song Shyam Tere Kitne Naam was sung by Aarti Mukherjee. The music was given by Ravindra Jain

Shyam Tere Kitne Naam Lyrics

Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Jag Se Hari Mai Dukhiyari Jag Se Hari Mai Dukhiyari
Sharan Tihari Aayi Mere Shyam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam

Teri Kirpa Agar Ho Jaye Re Ho Jaye
Teri Kirpa Agar Ho Jaye Tu Sang Chale Gunga Bole
Janam Ka Andha Ankhiya Khole Pathar Ki Murat Jo Dole
Sab Sambhaw Ho Jaye Teri Kirpa Agar Ho Jaye Re
Sabko Tare Sabko Tare Par Utare Tuhi Saware Bigde Kam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam

Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye Kaha Jaye
Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye Ho Tu Chahe To Chale Hawaye
Mar Ghat Phulo Se Bhar Jaye Saritaye Parwat Se Nikal Ke
Sagar Tak Aa Jaye Tu Sune Na To Hum Kaha Jaye
Fir Ek Tere Darsh Ka Pyasa Aa Na Saka Kyu Tere Dham
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam

Koi Jane Nahi Re Teri Maya Teri Maya
Koi Jane Nahi Re Teri Maya Phul Kabhi Tune Jo Khilaya
Bin Mausam Wo Fir Murjhaya Pad Gayi Kis Durdin Ki Chaya
Kyu Aisa Din Aaya Koi Jane Nahi Teri Maya
Antaryami Antaryami Ye To Bata De Mujhse Hui Kyu Vidhna Bam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam

He Madhu Sudan He Nand Nandan He Manmohan He Ghan Shyam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
He Madhu Sudan He Madhu Sudan He Manmohan He Manmohan
Shakti De Shakti De Shakti De Shakti De
Shyam Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam
Shyam Shyam Shyam Shyam Tere Kitne Nam

Share your thoughts

Shyam tere kitne naam, Shyam tere kitne naam full hindi movie, Shyam, Ravindra jain, Shyam tere kitne naam movie, Shyam tere kitne naam 1976, Shyam tere kitne naam songs, Ravindra jain songs, Shyam teri bansi pukare, Shyam teri bansi pukare song with lyrics, Shyam baba bhakti film, Khatu wale shyam baba ki film, Kitne, Jab tak pure na ho phere saat lyrics, Shyam teri bansi pukare radha naam, Shyam teri bansi pukare radha naam song, Shyam baba ki film, Jayam ravi movies