Shukriya Shukriya Song Lyrics from the movie/album Bewafaai released in the year 2016 starring Agam Kumar Nigam. The song Shukriya Shukriya was sung by Agam Kumar Nigam. The music was given by Nikhil, Vinay. The music rights for song purely belongs to T- Series

Shukriya Shukriya Lyrics

Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya
Yeh Khata Humse Huyi
Dil Jo Bas Tumko Diya
Naa Koye Shikwa Gila
Tumse Oh Bewafa
Naa Koye Shikwa Gila
Tumse Oh Bewafa

Pyar Toh Tahi Nahi
Pyar Jo Tumne Kiya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya

Ro Bhi Naa Pawo Abb
Toh Tanha Rato Me
Aansu Bhi Naa Chhoda
Tumne Aankho Me
Zakhm Diya Hai Aisa
Bhul Naa Pawo Tujhe
Mar Jaunga Mai
Toh Teri Yad Me

Shukriya Shukriya
Zakhm Jo Tumne Diya
Shukriya Shukriya
Zakhm Jo Tumne Diya
Yeh Khata Humse Huyi
Dil Jo Bas Tumko Diya

Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya

Apna Kehke Jabsa
Tumne Luta Hai
Kya Mai Bolo Yeh
Dil Kitna Tuta Hai
Tuta Dil Kaa Har
Tukra Yeh Kehta Hai
Pyar Naa Karna Pyar
Toh Bas Ek Doka Hai

Shukriya Shukriya
Dil Jo Tore Diya
Shukriya Shukriya
Dil Jo Tore Diya
Yeh Khata Humse Huyi
Dil Jo Bas Tumko Diya
Naa Koye Shikwa Gila
Tumse Oh Bewafa
Naa Koye Shikwa Gila
Tumse Oh Bewafa

Pyar Toh Tahi Nahi
Pyar Jo Tumne Kiya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya
Shukriya Shukriya
Dard Jo Tumne Diya.

Share your thoughts

Agam kumar nigam, Shukriya shukriya, Shukriya shukriya dard jo tumne diya, Shukriya shukriya song, Bewafaai agam kumar, Nigam, Shukriya shukriya dard jo tumne diya (full song) - bewafaai agam kumar nigam, Agam kumar sad songs, Shukriya shukriya agam kumar nigam, Shukriya shukriya hd, Shukriya, Agam kumar new album, Agam kumar all songs, Agam kumar bewafai album, Agam kumar new songs, Kumar, Shukriya shukriya lyrics, Agam kumar, Agam kumar songs