Shukriya Lyrics  | Haathi Mere Saathi | Shriya Pilgaonkar, Rana Daggubati | Rituraj Mohanty | Shantanu Moitra

Shukriya Lyrics | Haathi Mere Saathi | Shriya Pilgaonkar, Rana Daggubati | Rituraj Mohanty | Shantanu Moitra

Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun

Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun run jhun
Hawao ki san san san san
Kahe shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya

Bhavro ki gun gun gun
Titli ki run jhun jhun jhun
Hawao ki san san san san
Kahe shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya

Kirno ki kilkariya
Pedo ki angdaiya
Pattiya kahe shukriya
Oh kali kahe shukriya

Nadiya kahe sar sar sar sar
Jharno ki had bad had bad
Pathrile uche pervat
Mausam ke saare kartab
Panchiyo ki anban anbn
Kahe shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya…..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *