Shukriya Lyrics | Ankur Tewari – Jannat (2010) | Ankur Tewari | Xulfi

Meri jindagi mein aane ka shukriya
Bewajah mil jaane ka shukriya

Meri jindagi mein aane ka shukriya
Bewajah mil jaane ka shukriya
Rangon se mil jaane ka, roshani dikhaane ka
Aasmaan chhu jaane ka shukriya
Mere khaabon se mil jaane ka shukriya
Lehron mein beh jaane ka shukriya

Rangon se mil jaane ka, aasmaan chhu jaane ka
Mera naam gungunaane ka shukriya
Meri raja samjhaane ka shukriya
Baahon mein so jaane ka shukriya
Meri jindagi mein aane ka shukriya
Bewajah mil jaane ka shukriya
Aasmaan ke paar baadalon se jaane kaise tum mile…. – (4)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *