Shool Lyrics | Shool | Shankar Mahadevan | Shankar Ehsaan Loy

Shool Lyrics | Shool | Shankar Mahadevan | Shankar Ehsaan Loy

Hey chahu aur vyapt andher raaz
Kare tarahi map janta samajh
Dega parchand vo tujhko dhandh
Papi sambhal na kar koi bhul
Jo paap tera had se badega aake girega shankar ka shul

Jab tan se jab man se bhulaye rup badal ke sadashiv aaye
Saare bhuvan se adharm mithaye man ke pawan deep jalaye
Jab tan se jab man se bhulaye rup badal ke shiv aaye
Saare bhuwan se adharm mithaye man ke pawan deep jalaye
Dega parchand vo tujhko dhandh
Papi sambhal na kar koi bhul
Jo paap tera had se badega aake girega shankar ka shul

Dega parchand vo tujhko dhandh
Papi sambhal na kar koi bhul
Jo paap tera had se badega aake girega shankar ka shul
Dega parchand vo tujhko dhandh
Papi sambhal na kar koi bhul
Jo paap tera had se badega aake girega shankar ka shul

Main ishwar ko shakshi mankar sapath leta hun ki
Sada sach bolunga m nirbhye banunga tatha dharm ke raaste
Par chalunga m desh ki janta ki sewa sawidhan
Sabha kanun ke anusar karunga m police vibhagiye
Padaadhikaariyo ka samman krunga or
Unke aadoso ka paalan krunga
Jab tan se jab man se bhulaye rup badal ke sadashiv aaye
Jalim adarm mithaye man ke paawan deep jalaye
Jab tan se jab man se bhulaye rup badal ke sadashiv aaye
Jalim adarm mithaye man ke paawan deep jalaye
Jo paap tera had se badega aake girega shankar ka shul

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *