Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Tumne Ye Sansar Banaya Sabhi Tumhari Maya Chhaya
Tumne Ye Sansar Banaya Sabhi Tumhari Maya Chhaya
Sarpo Ki Mala Wale Kailash Parvat Wale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Tum Jalthal Me Tum Ambar Me
Tum Ho Nagar Nagar Ghar Ghar Me
Tum Jalthal Me Tum Ambar Me
Tum Ho Nagar Nagar Ghar Ghar Me
Tum Ho Lahar Lahar Thar Thar Me
Kaha Nahi Ho Tum Jag Bhar Me
Damru Ko Bajane Wale Dushto Ko Mitane Wale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Har Har Mahadev Ka Nara Nar Nari Ghar Ghar Ka Pyara
Har Har Mahadev Ka Nara Nar Nari Ghar Ghar Ka Pyara
Deep Tumhara Tel Tumhara Duniya Ka Sab Khel Tumhara
Ye Khel Khilane Wale Tibhuvan Ko Nachane Wale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shiv Shankar Bhole Bhale Bhole Bhakto Ke Rakhwale
Tumko Lakho Pranaam Tumko Mera Pranaam
Shivshankar Bhole Bhale Song Lyrics from the movie/album Har Har Mahadev released in the year 2018 starring Trilok Kapoor, Nirupa Roy. The song Shivshankar Bhole Bhale was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Jayant Desai. The music was given by Avinash Vyas. The lyrics were Penned by Saraswati Kumar Deepak
Share your thoughts