Shiv Shiv Shankar, Shiv Shiv Shambhu Lyrics | Purana Mandir | Mahendra Kapoor | Ajit Singh

Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu
Shiv shiv shankar bhole nath
Shiv shiv shankar shiv shiv shankar
Shiv shiv shankar shiv shiv shankar
Shiv shiv shankar shiv shiv shankar

Tu hi to sab ko deta hai jiwan tu hi to palan hara
Tu hi to sab ko deta hai jiwan tu hi to palan hara
Majhdar me tu hai majhdar me tu hai sab ka kinara
Dam se tere do jahan o data
Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu
Shiv shiv shankar bhole nath

Tu hi sab ka jiwan data tu hi pita hai
Tu hi hai mata sab se hai unchi teri shan
Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu
Shiv shiv shankar bhole nath
Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu
Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu
Shiv shiv shankar shiv shiv sambhu

Palan hare sab ke sahare tera pujari tujh ko pukare
Palan hare sab ke sahare tera pujari tujh ko pukare
Khol de bhagwan khol de bhagwan apni aankhe
De raksa ka vardan purana mandir hai ye tera
Humne lagaya kitna fera khoya kaha trisul tumara
Dusht ke aage kya tu hara purana mandir hai ye tera
Humne lagaya kitna fera khoya kaha trisul tumara
Dusat skaktivan bolo bolo e bhagwan
Purana mandir hai ye tera humne lagaya kitna fera
Purana mandir hai ye tera humne lagaya kitna fera

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *