Shikwa Nahi Song Lyrics from the movie/album Shikwa Nahi released in the year 2018. The song Shikwa Nahi was sung by Jubin Nautiyal. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Shikwa Nahi Lyrics

Tere Bin Na Raha Kabhi
Tere Bin Na Reh Sakunga
Tere Bin Na Jiya Kabhi
Tere Bin Na Jee Sakunga
Tute Dil Ki Awaaz Ko Sun
Tu Sun To Sahi
Shikwa Nahi Kisi Se
Kisi Se Gila Nahi
Nasib Me Nahi Tha Jo Humko Mila Nahi
Shikwa Nahi Kisi Se

Tu Mil Na Paaya
Yaade Mil Gayi Teri Yaade Mil Gayi
Tanhaaiya Mili Hai
Tu Na Mili Mujhe Tu Na Mili
Tute Dil Ki Awaaz Ko Sun
Tu Sun To Sahi
Armaan Tha Humko Jiska Wo Khwaab Mila Nahi
Nasib Me Nahi Tha Jo Humko Mila Nahi
Shikwa Nahi Kisi Se

Tujhse Juda Hoke Jaau Mai Kidhar
Tere Bina Jaau Mai Kidhar
Tadapta Hi Rahu
Phiru Mai Darbadar Haye Phiru Mai Darbadar
Tute Dil Ki Awaaz Ko Sun
Tu Sun To Sahi
Wo Chahto Ka Harpal Ab Silsila Nahi
Nasib Me Nahi Tha Jo Humko Mila Nahi
Shikwa Nahi Kisi Se

Share your thoughts

Shikwa nahi jubin nautiyal, Jubin nautiyal shikwa nahi lyrics, Shikwa nahi, Shikwa nahi lyrics, Jubin nautiyal shikwa nahi, Jubin shikwa nahi lyrics, Jubin nautiyal, Shikwa nahi lyrics jubin nautiyal, Jubin nautiyal songs, Shikwa nahi kisi se kisi se gila nahi, Shikwa nahi lyrics song, Shikwa nahi kisi se jubin nautiyal, Lyrics shikwa nahi song, Jubin nautiyal sad songs, Shikwa nahi jubin nautiyal lyrics, Jubin nautiyal playlist, Best jubin nautiyal songs