Shikayat Kya Karoon Lyrics  | Kundan | Sunil Dutt, Nimmi | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Shikayat Kya Karoon Lyrics | Kundan | Sunil Dutt, Nimmi | Lata Mangeshkar | Ghulam Mohammad

Shikaayat kya karoon
Dono taraf gham kaa fasaana hai
Mere aage mohabbat hai
Tere aage zamaana hai
Shikaayat kya karoon
Dono taraf gham kaa fasaana hai

Pukara hai tujhe manzil ne
Lekin main kahaan jaaun
Pukara hai tujhe manzil ne
Lekin main kahaan jaaun
Bichhad kar teri duniya se
Kahaan mera thikana hai
Shikaayat kya karoon
Dono taraf gham ka fasaana hai

Mubaarak ho tujhe jaan e wafaa
Majbooyaan teri
Mubaarak ho tujhe jaan e wafaa
Majbooriyan teri
Mujhe to zindagi bhar pyaar ka
Wada nibhaana hai
Shikayat kya karoon
Dono taraf gham ka fasaana hai
Mere aage mohaabat hai
Tere aage zamaana hai
Shikayat kya karoon
Dono taraf gham ka fasaana hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *