Sher Ki Zubani
Sun Yeh Shehar Ki Kahani
Yahan Rap Nahi Hota
Tere Vahem Ko Bhagadi
Ladkiyan Na Gaadi
Apni Alag Hai Abaadi
Asal Rap Ka Ye Jwala
Tere Aathma Mein Jagadi
Kyuki Farak Hai
Tujhe Chhedne Ki Talab Hai
Tu Nakli Wala Marad Hai
Mardaangi Pe Kalank
Hawainiyat Ki Shakal
Jitni Tujh Mein Garmi
Use Zyada
Garam Mera Kalam
Kyu Itna Besharam..?
Kya Kaam Ka Woh Aaj
Jis Mein Tera Kal Nahi
Kya Kaam Ka Woh Kaam
Jisme Tu Safal Nahi
Bal Nahi
Dimaag Ki Zaroorat
Tere Bhai Ki Hukumat
Sacchai Ki Yeh Soorat
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aya Sher
Sacchai Ki Ye Lehar
Har Mohalle Mein Kehar
Dadagiri Bandh Kar
Tu Chal Tho Sambalkar
Khudko Tu Dhoond Ke
Tu Usko Amal Kar
Nakli Guroor Usko Masalkar
Nakli Wajood Usko Kuchalkar
Zara Kam Kar Shaanegiri Kam Kar
Zara Kam Kar Lukhegiri Kam Kar
Thanda Kar Jo Bhukhar Tere Sar Par Kam Kar
Guroor Yeh Khatam Kar
Zara Kam Kar Shangiri
Kam Kar Zara Kam Kar
Ye Lukhe Giri Kam Kar
Thanda Kar Jo Bhukhar Tere Sar Par Kam Kar
Guroor Yeh Khatam Kar
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aaya Sher
Bhaag Bhaag Bhaag
Aya Sher Aya Sher
Sher Aaya Sher Song Lyrics from the movie/album Gully Boy released in the year 2020 starring Ranveer Singh, Alia Bhatt. The song Sher Aaya Sher was sung by Divine. This movie/album was directed by Zoya Akhtar. The music was given by Major C. The lyrics were Penned by Divine. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts