Sharminda Jis Se Chand Lyrics | Monsoon – Pankaj Udhas | Lalit Sen | Louis Banks

Sharminda Jis Se Chand Lyrics | Monsoon – Pankaj Udhas | Lalit Sen | Louis Banks

Sharminda jis se chand hai
Suraj hai gahan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me
Sharminda jis se chand hai
Suraj hai gahan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me

Jalwo se jiske roshni taaro ko mili hai
Jalwo se jiske roshni taaro ko mili hai
Shada bhi jiske dum se
Baharo ko mili hai
Baharo ko mili hai
Rahta hu magan main to sada uski lagan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me

Main jab bhi uski baaho pe sar rakhke so gaya
Main jab bhi uski baaho pe sar rakhke so gaya
Duniya ke ranj-o-gham se
Bahut dur ho gaya
Bahut dur ho gaya
Mehsus hua chain mujhe gham ki chubhan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me

Mehbube zindagi hai wo
Tasveer pyar ki
Mehbube zindagi hai wo
Tasveer pyar ki
Paayi mere khabo ne
Taabir pyar ki
Taabir pyar ki
Chahat ke sare rang mile meri dulhan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me
Sharminda jis se chand hai
Suraj hai gahan me
Aisa hasin phul hai
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me
Ek mere chaman me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *