Sharmila Ho Sharmila Song Lyrics from the movie/album Sitam released in the year 2016 starring Kiran Janjani, Tara Sharma. The song Sharmila Ho Sharmila was sung by Shreya Ghoshal, Sonu Nigam. This movie/album was directed by Partho Ghosh. The music was given by Nikhil, Vinay. The lyrics were Penned by Kamaal Rashid Khan. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Sharmila Ho Sharmila Lyrics

Aankhe Milakar Lut Liya Dil
Pagal Tune Kar Dala
Aankhe Milakar Lut Liya Dil
Pagal Tune Kar Dala
Sharmila Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila

Haan Haan Haan
Aankhe Mila Kar Lut Liya Dil
Pagal Tune Kar Dala
Mere Raja Ho Mere Raja
I Love You O Mere Raja

Sara Zamana Ye Kahta Hai
Tune Mujhe Diwana Kar Diya Hai
Har Pal Yad Tujhe Hi Karta Hu
Baki Sab Kuch Bhul Gaya Hu
Meri Jan Hai Tu Tu Hai Mera Junu
Ab Mai Tere Bina Haye Kaise Jiyu
O Tune Kya Jadu Kar Diya
Sharmila Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila
Aankhe Mila Kar Lut Liya Dil
Pagal Tune Kar Dala

Kaisa Hal Hua Hai Tumse Milke
Ab Rate Gujre Tare Gin Gin Ke
Nache Mera Dil Jab Tum Aate Ho
Dil Rota Hai Jab Tum Jate Ho
Meri Aankho Me Tu Meri Sanso Me Tu
In Hawao Mein Tu In Ghatao Mein Tum
Khushiyo Se Jeevan Bhar Diya
Mere Raja Ho Mere Raja
I Love You O Mere Raja
Aankhe Milakar Lut Liya Dil
Pagal Tune Kar Dala

Bin Tere Jina Bhi Kya Hai Jina
Aise Jahar Judai Ka Peena
Mai Pal Pal Marta Hu Jeeta Hu
Bas Yad Tujhe Karta Hu Rota Hu
Hamko Chahat Ka Kya Mila Ye Sila
Kya Khata Hamne Ki
Jo Mili Ye Saja
Ho Kaisa Mukaddar Hai Mila
Sharmila Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila
I Love You Ho Sharmila.

Share your thoughts

Kiran janjani, Sharmila ho sharmila i love you ho sharmila, Sharmila ho sharmila, Tara sharma, Sitam, Sitam - 2005, Shreya ghoshal, Sonu nigam, Teri aankhe janam maya hai teri bate janam maya hai, Aankhe milakar lut liya dil pagal tune kar dala, Teri kasam jaan mere liye sab maya hai, Ishq mein hamne jo khoya hai jo paya hai, Udit narayan, Kamaal rashid, Suhasini mulay, Maya hai sab maya hai, Ho sake to mera ek kaam karo, Malishka, Avtar gill, Dinesh hingoo