Are Ha Ha Re Ha
Ha Ha Re Ha
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
Ho Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
Mera Naam Kaahe Ko Badnaam Ho Gaya
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
Shayro Ne Mujhko Kaha Jaam-e-sharaab
Shayro Ne Mujhko Kaha Jaam-e-sharaab
Hazibo Ne Mujhko Likha Saaki Janaab
Aapne Kisliye
Aapne Kisliye Mujhe Samajha Kharaab
Aisa Kya Mujhse Koyi Kaam Ho Gaya
Mera Naam Kaahe Ko Badnaam Ho Gaya
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
Aap Roz Meri Najro Se Pite Rahe
Aap Roz Meri Najro Se Pite Rahe
Iss Nashe Ke Sahaare Se Jite Rahe
Lekin Khuda Ki Kasam Aap Bade Hi Khudgarj Hai
Ho Maine Pi Toh Mujhpe Yeh Iljaam Aa Gaya
Mera Naam Kaahe Ko Badnaam Ho Gaya
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
O Aapko Dekh Ke Yaad Aaya Mujhe
Aapne Shishe Se Kyun Banaaya Mujhe
O Aapko Dekh Ke Yaad Aaya Mujhe
Aapne Shishe Se Kyun Banaaya Mujhe
Pattharo Ki Jamin Pe Giraaya Mujhe
Tut Ke Dekhiye Shisha Jaam Ho Gaya Haay Raam
Tut Ke Dekhiye Shisha Jaam Ho Gaya
Mera Naam Kaahe Ko Badnaam Ho Gaya
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya
Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya Song Lyrics from the movie/album Chandan Ka Palna released in the year 2018 starring Dharmendra, Meena Kumari. The song Sharaabi Sharaabi Mera Naam Ho Gaya was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Ismail Memon. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts