Shanivar Se Itwar Acha Rahega Song Lyrics from the movie/album Laalach released in the year 2018 starring Kamran, Manju. The song Shanivar Se Itwar Acha Rahega was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by R D Rajput. The music was given by S Kishan. The lyrics were Penned by Khawar Zaman

Shanivar Se Itwar Acha Rahega Lyrics

Suno Mere Sarkar Achha Rahega
Ye Mauka Hai Ikrar Achha Rahega
Kyu Fursat Mile Ja Achha Rahega
Shanichar Se Itwar Achha Rahega
Aao To Ek Bar Achha Rahega
Shanichar Se Itwar Achha Rahega

Bat Mani Na Meri
Us Yaar Ki Aisi Taisi
Paas Mere Na Ho
Us Pyar Ki Aisi Taisi
Dil Laga Na Meri Jaan Kisi Kaam Ke Bin
Warna Ho Jayegi
Haye Warna Ho Jayegi
Bekar Ki Aisi Taisi
Warna Ho Jayegi
Aaha Bekar Ki Aisi Taisi
Jo Aao To Ek Bar Achha Rahega
Jo Aao To Ek Bar Achha Rahega
Shanichar Se Itwar Achha Rahega
Aao To Ek Bar Achha Rahega
Shanichar Se Itwar Achha Rahega

Mera Pila Pad Gaya Rang Re
Mere Dil Ko Lag Gaya Rang Re
Dil Leke Wo Singapur Gaye
Mere Rang Me Pad Gaya Bhang Re

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Shanivar, Shanivar ko na kare ye kaam varna hoga nukshan, Shani bhajan with lyrics, Hanuman ji ki aaradhan shanivaar ko kyu, Shanivaar ko na kharide yeh vastu, Shanivaar aur hanuman ji, Inke uchcharan maatra se banega shishu tejaswi, Shanivar ko kya na khrie, With hindi english lyrics, Rahega, Itwar, Geeta, Astrologer pradip maheta, Shani chalisa, Aniruddhacharya ji maharaj, Sarkar__shanichar, Rashi ke aunsaar kis bhagwan ki puja krni chahiye