Shamil Ye Ho Gaya Hai Song Lyrics from the movie/album Kahin Hai Mera Pyar. The song Shamil Ye Ho Gaya Hai was sung by Ram Shankar, Suresh Wadkar. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Shamil Ye Ho Gaya Hai Lyrics

Yara Ho Yara
Woh Tera Jane Jana Tu Uss Par Dil Ruba Hai
Woh Tera Hamsafar Hai Tu Uska Hamnava Hai
Usko Khabar Hai Teri Uska Tujhe Patta Hai
Anjan Ban Kar Phir Bhi Kaise Hukum Juda Hai

Shamil Ye Ho Gaya Hai Meri Jindgi Me Kyon
Ham Rah Le Chala
Ham Rah Le Chala Mujhe Bekhudi Me Kyon
Shamil Ye Ho Gaya Hai

Anjan Ajnabi Se Mera Chata Vasta
Kisne Bata Diya Hai Mere Dil Ka Rasta – 2
Lagne Laga Hai Apna
Lagne Laga Hai Apna Ghadi Do Ghadi Me Kyon
Shamil Ye Ho Gaya Hai Meri Jindgi Me Kyon
Shamil Ye Ho Gaya Hai

Khwab Me Aana Jana To Tha
Rubaru Mulakate Na Thi
Dil Ko Taskin Jo De Sake
Pyar Ki Aisi Bate Na Thi

Sapna Nahi Hai Aaj Hakikat Hai Samne
Dushwar Manjilo Pe Mila Hath Thamne – 2
Diwana Ho Na Jaye
Diwana Ho Na Jaye Bhala Is Khushi Me Kyon
Ham Rah Le Chala

In Jagi Jagi Aankho Me
Masti Ne Li Nind Ki Jaga
Barso Ki Justaju Le Aai
Lo Aakhir Mujhko Sahi Jagah
Mere Dil Me Basne Wale Ke
Dil Me Mujhko Mil Gai Jagah
Jaha Pyar Mera
Jaha Pyar Mera Ye Wahi Jagah Hai
Wahi Jagah Hai

Rango Me Dhal Paya
Rango Me Dhal Paya Use Ik Sadi Me Kyon
Shamil Ye Ho Gaya Hai Meri Jindgi Me Kyon
Shamil Ye Ho Gaya Hai

Share your thoughts

Kahin hai mera pyar, Suresh wadkar, Ravindra jain, Kahin hai mera pyar (original motion picture soundtrack), Suresh wadkar songs, Ram shankar, Shamil ye ho gaya hai, Ravindra ramayan, Ravindra jain bhajan, Ravindra jain bhajans, Mere sarkar aaye hain, Yeh dil aur unki hindi lyrics, Ravindra jain sngs, Ravindra jain group, Shivguru bahan ke shivcharcha, Pandit suresh pandey kaalchakra today, Shiv bahan ke shivcharcha, Kaalchakra pandit suresh pandey, Ravindra