Shama Se Koyee Kah De Kee Song Lyrics from the movie/album Jai Bhawani released in the year 2018 starring Manhar Desai, Jayashree Gadkar. The song Shama Se Koyee Kah De Kee was sung by Mukesh, Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali

Shama Se Koyee Kah De Kee Lyrics

Shama Se Koi Kah De Ke
Tere Rahte-rahte Andhera Ho Raha
Ki Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha Patanga Ro Raha
Sitaaro Unse Kahna
Najaaro Unse Kahna Saja Ye Ho Rahi
Ke Tum Ho Waha To Milne Ko Yaha Shama Bhi Ro Rahi
Sitaaro Unse Kahna

Tadapta Pyar Ke Ho Didar Magar Divar Hame Roke
Tadapta Pyar Ke Ho Didar Magar Divar Hame Roke
Shama Aise Jale Jaise Patange Se
Juda Ho Ke
Juda Ho Ke
Duhayi Dete-dete Judayi Sahte-sahte Andhera Ho Raha
Ke Tum Ho Waha To Milne Ko Yaha Shama Bhi Ro Rahi
Sitaaro Unse Kahna

Rulaate Hai Jalaate Hai Mitaate Hai
Yaha Apne
Rulaate Hai Jalaate Hai Mitaate Hai
Yaha Apne
Mitane Se Nahi Mitte Mohabbat Ke Amar Sapne
Amar Sapne
Judaai Hanske Kahna Ke Mere Ho Ke Rahna
Saja Ye Ho Rahi
Ke Tum Ho Waha To Milne Ko Yaha Shama Bhi Ro Rahi
Sitaaro Unse Kahna

Bandhi Janjir Magar Bepir Teri Tasvir Nahi Jati
Bandhi Janjir Magar Bepir Teri Tasvir Nahi Jati
Sitam Ki Baat Sahe Ham Ghat
Milan Ki Raat Nahi Aati
Nahi Aati
Ki Aahein Bharte-bharte
Tadap Ke Marte Marte Andhera Ho Raha
Ki Tum Ho Vaha To Milne Ko Yaha Patanga Ro Raha
Sitaaro Unse Kahna
Najaaro Unse Kahna Saja Ye Ho Rahi
Ke Tum Ho Waha To Milne Ko Yaha Shama Bhi Ro Rahi
Sitaaro Unse Kahna

Share your thoughts

Suman kalyanpur, Mukesh, Jai bhawani (1961) suman kalyanpur s mohinder gopal singh nepali, Kalyanpur, Shama se koi kah de..mukesh-suman kalyanpur-jai bhawani, Suman, Suman kalyanpuri duets karaoke, Shama, Jhoom ke piya ki gali suman kalyanpur jai bhawani (1961) s mohinder / gs nepali, O mohana na ja radha ko chhod ke suman kalyanpur s mohinder / gs nepali, Mukesh suman karaoke, Jai bhawani, Burman, Shama se koi khede, Yaad kiya dil ne kahan ho tum lyrics