Shada Shadak Dil Kare Dhak Dhak Aur Khanke Mera Lyrics | Pavitra Papi | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Prem Dhawan

Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak
Shada shadak dil kare dhak dhak aur khanke mora kangana
Bachpan bita aayi jawani chhut chala ab babul ka angana
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak

Bhaiya ne dhunda war mera to dhunda nau phut lamba

Dekhu to aisa lage jaise kaise dekhu to aisa lage jaise
Ho bijli ka khamba par kya karu
Haye re ab kya karu haye kya karu haye re ab kya karu
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak

Chacha ne dhunda war mera to dhunda itna mota
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak
Chale sadak par aise jaise kaise chale sadak par aise jaise
Bependi ka lota haye kya karu
Haye re ab kya karu haye kya karu haye re ab kya karu
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak

Tau ne dhunda war mera to dhunda itna kala

Unt samjh ke bhag uthe re hui mai
Unt samjh ke bhag uthe har koi dekhne wala haye kya karu
Haye re ab kya karu haye kya karu haye re ab kya karu
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak

Na bijli ka khamba na wo mota na wo kala
Babul ne dhunda war mera to dhunda sabse nyara
Na koi aisa phul chaman me na koi gagan me tara
Jhuti chal jhuti kab dekha tune dekha ha dekha
Use na dekha par dekha hai use na dekha par dekha hai
Uska sapna pyara haye kya karu
Haye re ab kya karu haye kya karu haye re ab kya karu
Shada shadak dil kare dhak dhak dhak dhak

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *