Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Baat ik kahni thi hamko
Baat ik kahni thi hamko
Koi sunta hi nahi
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Kab khushi paayi hain hamne
Patthron ke desh me
Hamko to gham hi mila hai
Har khushi ke bhesh me
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Baat ik kahni thi hamko
Baat ik kahni thi hamko
Koi sunta hi nahi
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Kahne ko sab hamsafar hain
Fir bhi begane hain log
Jaan ke pehchaan ke bhi
Kitne anjaane hain log
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Baat ik kahni thi hamko
Baat ik kahni thi hamko
Koi sunta hi nahi
Seep me moti hain lekin
Koi chunta hi nahi
Koi chunta hi nahi

