Sawariya Re Kahe Mare Nazariya Lyrics  | Panna | Jairaj, Geeta Nizami | Rajkumari Dubey | Aamir Ghulam Ali, Aamir Ali

Sawariya Re Kahe Mare Nazariya Lyrics | Panna | Jairaj, Geeta Nizami | Rajkumari Dubey | Aamir Ghulam Ali, Aamir Ali

Sawariya re kahe mare nazariya
Aaja re meri nagariya
Mare nazariya mare nazariya
Mare nazariya mare nazariya
Sawariya re

Ut bahe jamuna it bahe ganga
Ut bahe jamuna it bahe ganga
Bich mein khado kanhaiya re
Bich mein khado kanhaiya re
Kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare najaraiya
Sawariya re kahe mare nazariya

Vrinda wan ke
Vrinda wan ke kunj galiyan mein
Vrinda wan ke kunj galiyan mein
Main mathura ki gujariya re
Main mathura ki gujariya re
Kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare nazariya
Sawariya re kahe mare nazariya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *