Sawan Ke Badalo Ki Niyat Song Lyrics from the movie/album Paapi Devta released in the year 2018 starring Jeetendra, Madhuri Dixit. The song Sawan Ke Badalo Ki Niyat was sung by Mohammed Aziz, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Suraaj Kumar Sharma. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Sawan Ke Badalo Ki Niyat Lyrics

Sawan Ke Badlo Ki Sawan Ke Badlo Ki
Badlo Ki Niyat Badi Kharab Hai
Barsa Hai Abke Saal Jo Pani Nahi Sharab Hai
Sawan Ke Badlo Ki Sawan Ke Badlo Ki
Badlo Ki Niyat Badi Kharab Hai
Apni Mohabbato Ka Mausam Ye Lajavab Hai
Sawan Ke Badlo Ki Niyat Badi Kharab Hai

Hamne Kaha Nahi Par Duniya Ne Sun Liya
Ho Duniya Ne Sun Liya Hai Is Dil Ne Aaj Apne To
Dilbar Ko Chun Liya Hai Mai Tera Intkhwab Hu
Mai Tera Intkhwab Hu Intkhwab Hu
Tu Mera Intkhwab Hai Sawan Ke Badlo Ki
Niyat Badi Kharab Hai

Kuch Sun Rahe The Lekin Madhosh Ho Gaye Ham
Madhosh Ho Gaye Ham Kuch Sun Rahe The Lekin
Khamosh Ho Gaye Ham Khamosh Ho Gaye Ham
Duniya Ke Har Sawal Ka Duniya Ke Har Sawal Ka
Har Sawal Ka Shayad Yahi Jawab Hai
Sawan Ke Badlo Ki Niyat Badi Kharab Hai

Kaise Kisi Se Jake Nazre Milayenge Ham
Ho Kaise Kisi Se Jake Nazre Milayenge Ham
Logo Se Raaj Dil Ka Kaise Chhupayenge Ham
Chehare Pe Sab Likha Hai Chehare Pe Sab Likha Hai
Sab Likha Hai Chehara Khuli Kitab Hai
Sawan Ke Badlo Ki Niyat Badi Kharab Hai
Niyat Badi Kharab Hai Barsa Hai Abke Saal Jo
Pani Nahi Sharab Hai Pani Nahi Sharab Hai
Apni Mohabato Ka Mausam Ye Lajavab Hai

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Laxmikant pyarelal songs, Alka yagnik, Mohammad aziz alka yagnik hit song, Laxmikant pyarelal superhit songs, Alka yagnik songs, Mohammed aziz, Mohammed aziz songs, Sawan ke badalon ki niyat badi kharab hai, Mohammed aziz & alka yagnik, Paappi devataa (original motion picture soundtrack), Laxmikant - pyarelal, Sawan ke badlo ki niyat, Paappi devtaa movie, Paapi devtaa full movie, Paappi devtaa songs, Paappi devtaa 1984 songs, Hit songs of alka yagnik