Sawan Ka Mahina Kaise Jina Lyrics | Nao | Sulochana Kadam | Gyan Dutt

Sawan Ka Mahina Kaise Jina Lyrics | Nao | Sulochana Kadam | Gyan Dutt

Ho sawan ka mahina kaise jina
Sawan ka mahina kaise jina
Ghir ghir ghanghor ghata cha gayi
Lo ji barkha dulhan
Banke aa gayi
Aa gayi
Ghir ghir ghanghor ghata cha gayi
Lo ji barkha dulhan
Banke aa gayi
Aa gayi

Kale ghunghat me
Kale ghunghat me bijli
Banke hasne lagi
Mohe tan ki sudh rahi na
Sawan ka mahina kaise jina
Sawan ka mahina kaise jina

Kabhi rimjhim ke geet gaaye hai
Kabhi rimjhim ke geet gaaye hai
Kabhi aakash pe rangi jhula dal ke
Ithlaaye hai muskaye hai
Kaise bedardi kahe ya hamare
Kaise bedardi kahe ya hamare
Aise me bhi tu jali na
Sawan ka mahina kaise jina
Sawan ka mahina kaise jina

Suno ji suno ji
Kya kahe hai ghata kali
Ghata kali
Suno ji suno ji
Kya kahe hai ghata kali
Ghata kali
Rim jhim ki bol me dil ko lagale
Rim jhim ki bol me dil ko lagale
Aise me bhi tu jali na
Sawan ka mahina kaise jina
Sawan ka mahina kaise jina

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *