Sawan Adhura Hai Bin Bahaar Song Lyrics from the movie/album Narad Leela released in the year 2018. The song Sawan Adhura Hai Bin Bahaar was sung by Suman Kalyanpur. The music was given by Narayan Dutt. The lyrics were Penned by Madan Bharti

Sawan Adhura Hai Bin Bahaar Lyrics

Sawan Adhura Hai
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar
Nari Ke Bin Sun Re Jogi
Nari Ke Bin Sun Re Jogi
Nar Ka Adhura Sansar
Narayan Narayan Narayan
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar

Aa Aa O O
Aa Nari Nar Ki Parchaayi Re Na Marayi Re
Aa Preet Sikh Man Mitwa
O Jag Chhod Pass Tere Aayi Re
Du Hai Duhai Re Sun Tu Pyar Ka Sandeshwa
Sundarta Ki Murat Hu
Gale Se Mohe Tu Laga Le Re
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar
Nari Ke Bin Sun Re Jogi
Nar Ka Adhura Sansar
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar

O Sansar Pyar Ka Mela Re Tu Akela Re
Aa Ban Ja Mera Sanwariya
O Tune Pyar Ka Khel Na Khela Re
Aao Re Bela Re
Aa Bit Na Jaye Ghadiya
Jisne Tujhe Banaya Hai
Main Bhi Usi Ki Hu Maya Re
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar
Nari Ke Bin Sun Re Jogi
Nari Ke Bin Sun Re Jogi
Nar Ka Adhura Sansar
Narayan Narayan Narayan
Sawan Adhura Hai Bin Bahar
Jivan Adhura Bina Pyar

Share your thoughts

Suman kalyanpur, Suman, Sawan adhura hai, Meena kumari, Burman, Lyrics, Pehla pehla pyaar with lyrics, Sawan ka mahina pawan kare sor hd, Aaj radha ko shyam yaad aa gaya lyrics, Sawan ka mahina pawan kare sor full song, Narad leela (1972), Udit narayan, O balam kesaria bheega saawan hai, Aaja re aaja re o mere dilbar aaja lyrics, Mera pyar bhi tu hai with lyrics, Madan mohan, Udit narayan (musical artist), Sikander bharti lyrics, Lyrics of aaja re, Manoj kumar