Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Babu Song Lyrics from the movie/album Sau Ka Note released in the year 2018 starring Karan Dewan, Geeta Bali. The song Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Babu was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Yashwant Pethakar. The music was given by S Mohinder. The lyrics were Penned by Anjaan

Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Babu Lyrics

Sau Ka Note Hai Sau Ka Note Hai
Sau Ka Note Hai Baabu
Ise Dekhkar Kaun Kar Sake
Apane Dilpar Kaabu
Sau Ke Note Ke Chakkar Ne Hai
Bana Diyaa Ghancakkar
Duniya Chakkar Khaati Hai
Hamesha Takkar Khati Hai
Isi Ke Liye Duniyaa Dil Se Maan Lutaati Hia
Ki Duniya,
Ki Duniyaa Chakkar Khaati Hai
Hamesha Takkar Khaati Hai
Kaho Sach Kaha Ya Jhuth

Are Biwi Bachche Chhod Ke Ghar Par
Piya Chale Pardesh
Ek Note Ban Jaayega To Laut Aayenge Desh
Ek Se Do Aur Do Se Teen
Teen Se Tera Paaye
Lagi Jodane Ki Dhun Bhaiyaa
Ghar Ki Yaad Bhulaaye
Ye Duniyaa Uljhi Jaati Hai
Hamesha Takkar Khati Hai
Sau Ke Note Ke Chakkar Ne Haisau Ke Note Ke Chakkar Ne Hai
Bana Diyaa Ghancakkar
Duniya Chakkar Khaati Hai
Hamesha Takkar Khati Hai
Kyu Samjhe Ghanchakkar Samajhe Haa Yahi Tha

Pandit Ho Mulla Ho Ya Majduur Ya Mota Seth
Are Ho Ho Mota Seth
Isake Bina Kahaa Bhaarta Hai Kabhi Kisi Ka Pet
Kabhi Kisi Ka Pet
Achcha Ji
Isake Pichhe Duniyaa Aapas Me Lad Jaati Hai
Atom Bam Barsaati Hai
Duniya Chakkar Khaati Hai
Hamesha Takkar Khati Hai
Sau Ke Note Ke Chakkar Ne Hai
Bana Diyaa Ghancakkar
Duniya Chakkar Khaati Hai
Hamesha Takkar Khati Hai

Tha Kal Aalishaan Mahal
The Chain Ke Sab Saamaan
Bada Maan Tha Kaudimal Ka
Bahut Badi Thi Shaan
Sau Ke Note Ne Nata Toda
Ban Gaye Aaj Bhikhaari
Yaar Dost Sab Hawaa Ho Gaye
Gayi Bhad Me Yaari
Ye Duniyaa Badal Bhi Jaati Hai
Sau Ke Note Ke Chakkar Ne Hai
Bana Diyaa Ghancakkar

Share your thoughts

Mohammed rafi, Sharma ke na ja tadpa ke na ja| | mohammed rafi | music -ravi | shehnai, Mohammed rafi bank robbery sau sau ka note pe na ja, Mohammed rafi songs, Mohammed rafi ke gane, Mohammed rafi nai maa jung ka dushman aman ka saathi, ?? ??? ??? ???? ye shehar hai bambai | mohammed rafi | music mohinder singh sarna | do dost 1960., Mohinder, S mohinder, S. mohinder, Smohinder, So so ga lyrics telugu, Lyrics, Sau ka note hai babu, #manamohana bade jhoote