Sau Baar Kaha Dil Ne Song Lyrics from the movie/album Eent Ka Jawab Patthar. The song Sau Baar Kaha Dil Ne was sung by Asha Bhosle. The music was given by Shankar-Jaikishan. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri

Sau Baar Kaha Dil Ne Lyrics

(Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho) – (2)
Tum Humko Mohabbat Se – 2
Bas Ek Najar Dekho
Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho

(Julfo Me Basi Khusbu
Aankho Me Haya Aayi) – (2)
Aayina Jaha Dekha
Kehne Lagi Angdayi
Mahbub Se Milna Hai
Kuch Aur Sawar Dekho
Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho

(Jadu Sa Jagaya Hai
Ghunghru Ki Sadao Ne) – (2)
Madhosh Kiya Sab Ko
Aachal Ki Hawao Ne
Lahrane Lagi Mahfil
Nagamo Ka Asar Dekho
Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho

(Is Dil Me Tamanna Hai
Jan Tum Pe Lutane Ki) – (2)
Kimat Hai Bahut Apni
Najro Me Jamane Ki
Bemaut Hi Lut Jaye
Tum Ek Baar Haskar Dekho
Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho
Tum Humko Mohabbat Se – 2
Bas Ek Najar Dekho
(Sau Baar Kaha Dil Ne
Ek Baar Idhar Dekho) – (2)

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Asha bhosle songs, Eent ka jawab patthar songs, Asha bhosle, Asha bhosle hit songs, Asha bhosle (musical artist), Yaaron rab se dua karo lyrics, Bhosle, Hasino se to bas sahab, Bhanwre ne khilaya phool lyrics, Asha bhosle hits, Hariyala sawan dhol bajata, Songs of asha bhosle, Jaaiye aap kahan jayenge, Mai sunti hu dil kahta hai, Preeti sagar classic songs, Hindi songs with lyrics, Patthar, Sacha hai gar, Yahi hai pyaar, Kahan chal diye, Asha bhole songs, Paththar