Satya Ahimsa Aur Shanti Se Song Lyrics from the movie/album Farishta Ya Qatil released in the year 2018 starring Shashi Kapoor, Rekha. The song Satya Ahimsa Aur Shanti Se was sung by Mukesh. This movie/album was directed by S M Abbas. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Anjaan

Satya Ahimsa Aur Shanti Se Lyrics

Satya Ahinsa Aur Shanti Se Pyar Ki Ek Tasvir Bani
Issi Tirenge Ke Niche Bharat Ki Taqdir Bani
Tasvir Hai Ye Pyar Ki Tasvir Na Becho
Tasvir Hai Ye Pyar Ki Tasvir Na Becho
Ae Dosto Is Desh Ki Taqdir Na Becho Taqdir Na Becho
Tasvir Hai Ye Pyar Ki Tasvir Na Becho
Ae Dosto Ae Dosto Is Desh Ki Taqdir Na Becho
Taqdir Na Becho

Inshaniyat Ke Naam Ki Dete Hai Duhayi
Auro Pe Julm Dhate Tujhe Sharm Na Aayi
Jo Sabka Bala Chahe Yaha Pyar Vahi Hai
Auro Ka Hak Jo Chin Le Gaddar Vahi Hai
Hawaniyat Ke Naam Ki Jai Bolne Walo
Ganga Ki Har Lahar Me Jahar Gholne Walo
Ganga Ki Har Lahar Me Jahar Gholne Walo
Nafrat Ki Hath Jahar Buja Tir Na Becho
Ae Dosto Ae Dosto Is Desh Ki Taqdir Na Becho
Taqdir Na Becho

Bas Ek Hi Dharti Hai Jaha Pyar Hai Jinda
Is Pyar Ko Bhi Maar Na De Koi Darinda
Hai Kun Bahana To Pasine Me Bahao
Ugati Hai Jaha Dhup Vaha Pyar Ugao
Hai Jinke Lahu Se Abhi Tak Laal Ye Jamin
Un Vir Sahido Ka Khwab Ye To Tha Nahi
Un Vir Sahido Ka Khwab Ye To Tha Nahi
Unke Hasi Khwab Ki Tabir Na Becho
Ae Dosto Ae Dosto Is Desh Ki Taqdir Na Becho
Taqdir Na Becho
Tasvir Hai Ye Pyar Ki Tasvir Na Becho
Tasvir Hai Ye Pyar Ki Tasvir Na Becho
Ae Dosto Is Desh Ki Taqdir Na Becho Taqdir Na Becho
Taqdir Na Becho Taqdir Na Becho Taqdir Na Becho

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Farishta, Mukesh, Qatil, Shri mahavir jayanti special, 24 tirthankar naamsmaran, Mahavir jayanti special song, Samaro mantra navkar, Mahavir jayanti songs, Mahavir jayanti 2020, Gujarati jain bhajan, Tame man mukine varasya, Jain devotional songs in hindi, Navkar mantra, Mahaveer chalisa, Chalo nakoda darbaar, Jain devotional songs, Mahaveer naman, Devotional songs, Pyar, Jain stavan, Bhagwan mahaveer, Mahaveer swami bhajan, Ya, Hai, Tasveer, Lord mahaveer