Sati Kathin Tapasya Karne Lagi Lyrics | Kailashpati | Avinash Vyas

Sati Kathin Tapasya Karne Lagi Lyrics | Kailashpati | Avinash Vyas

Sati kathin tapasya karne lagi
Paane ke liye shiv shankar ko
Gangadhar ko
Prlayankar ko
Sati kathin tapasya karne lagi

Mahal chhod sukh sabhi taag ke
Bani van ki vanvaasni
Shiv charno me dhyaan lagaaye
Hui sati vairagni
Kasht sah rahi hai aapaar
Paane ke liye shiv shankar ko
Sati kathin tapasya karne lagi

Aadishakti
Jagdambe
Bhawani
Jag janni
Jag taarni
Namh shivaay ki dhun me magan hai
Van me shiv ki ardhangni
Tap rahi dharam ki jwala me
Paane ke liye shiv shankar ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *