Sarkar Ayiye Tasrif Laiye Lyrics | Gul-E-Bakavali | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Rajesh Roshan

Sarkar Ayiye Tasrif Laiye Lyrics | Gul-E-Bakavali | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Rajesh Roshan

Sarkar aaiye tasrif layiye
Sarkar aaiye tasrif layiye
Tana dhin tana dhin tana dhin tana dhin
Dil nisar
Ja nisar kar de
Rahe ishq me sath sath
Kahin zara bhi kami rahe to ho jaye bimar
Baant nihare ja
Baant nihare ja
Baant nihare ja
Tana dhin tana dhin tana dhin tana dhin

Khel nahi aasa
Jati hai isme ja
Khel nahi aasa
Jati hai isme ja
Jati hai jaye ja
Ab ye sawal kahan
Naaznin par yakin hoga
Bharam ye tera chur chur
Bade daud ka sar lekar
Duniya ka yahi dastur
Pasa paltega
Pasa paltega
Pasa paltega
Tana dhin tana dhin tana dhin tana dhin

Palat ke jaanke raste mita ke aaye hai
Ke khud kinare pe kashti jala ke aaye hai
Kabhi na sochna hum apna sar jhuka denge
Mila na jeet ka sahra to sar kata denge

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *