Sargam Ke Phulo Se Geeto Ka Haar Banau Lyrics | Chaitali | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Sargam Ke Phulo Se Geeto Ka Haar Banau Lyrics | Chaitali | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Sargam ke phulo se
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Tum jaise tum dekho tumhe koi git sunau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Sargam ke phulo se

Kahi kaliya khili kahi kaliya khili
Kahi kaliya khili kahi khilne se pahle murjhane lagi
Kahi bate zuba par aane lagi kahi dil me hi rah jaye
Kahi bate zuba par aane lagi kahi dil me hi rah jaye
Phir kaise ab aake tummhe man ki bat batau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Sargam ke phulo se

Koi nadiya mili koi nadiya mili
Koi nadiya mili sagar se koi raste me chhut gayi
Koi dor patang ke sang udi
Koi bich gagan me tut gayi
Koi dor patang ke sang udi
Koi bich gagan me tut gayi
Anjane jivan ka mai kab tak sath nibhau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Tum jaise tum dekho tumhe koi git sunau
Sargam ke phulo se gito ka har banau
Sargam ke phulo se

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *