Sararara, Zindgi Nikal Chali Sararara Lyrics | Yeh Saali Zindagi | Sukhwinder Singh | Nishat Khan

Sararara, Zindgi Nikal Chali Sararara Lyrics | Yeh Saali Zindagi | Sukhwinder Singh | Nishat Khan

Sarara sarara sararara sarararara
Zindagi nikal chali
Sarararara
Haathon se fisal chali sararara
Hey behla ke chalti woh
Phusla ke chalti woh
Kanya karaari si
Itra ke chalti woh

Kuch dekhe chalti woh sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse balkha ke chaldi woh
Mara mara mara girta na har tu toh mara mara
Arrey sarararara
Zindagi nikal chali sararara

Khwaabon ki chuoonar hai
Yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhichh jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haqq hai
Apna haqq leke jaaye
Behla ke chalti woh
Phusla ke chalti woh
Kanya karaari si
Balkha ke chalti woh

Sarararara
Zindagi nikal chali
Sarararara
Haathon se fisal chali sararara
Hey hum chalte hum rukte
Sab teri hi marzi hai
Jeenay ki chaahat ho
Kehde kyun khudgarzi hai
Aaja na noor tera humpe barsa ja sarara sarara
Tu koi noor nahin
Thodi narmi toh la
Tu agar zid pe atki hai hum bhi na gabhraaye
Aaja na aaja na aaja aaja aa chori karna bhi ik fun hai
Apna fun na aazmaaye kuch deke chalti woh
Sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse
Balkhaake chalti woh
Sarararara
Haathon se fisal chali sararara

Khwaabon ki choonar hai
Yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kayal hain
Aaja na reham tera humpe barsa ja
Sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja
Teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi
Aaja na aaja na aaja aaja aa
Tumpe apna bhi haq hai
Apna haq leke jaaye
Kuch deke chalti woh
Sab leke chalti woh
Hai dum toh rok usse
Balkhaake chalti woh

Sarararara
Zindagi nikal chali
Sarararara
Haathon se fisal chali sararara
Sarara sarara

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *