Sapnon Ka Baadal Tujhe Bulaye
Jeene Ki Khwahish Ko Yeh Jhulaaye
Tera Har Kadam Jo Tera Har Kadam
Jo Khuddari Ka Ho
Aise Mein Yeh Safar Sone Pe Suhaaga Ho
Sapnon Ka Baadal Tujhe Bulaye
Jeene Ki Khwahish Ko Yeh Jhulaaye
Kathin Hai Agar Rasta Tu Fikar Na Kar – 2
Udne Ki Koshish Mein Nikal Aayenge Par
Khuli Aankhon Se Dekh Tu Sapna – 2
Sar Utha Ke Jee
Sar Utha Ke Sar Utha Ke Jee – 2
Sar Utha Ke Jee
Tu Kar Mat Dar
Angaaron Pe Chalna Hai Sahi
Sar Utha Ke Song Lyrics from the movie/album Hawaa Hawaai. The song Sar Utha Ke was sung by Saqib Saleem. The music was given by Hitesh Sonik. The lyrics were Penned by Amole Gupte
Share your thoughts